#Doodh Updates
Q- Doosh share krne se per. pr farak?
A- doodh share krna zaruri h. Anand ayega. Lehre uthengi ...
Q- Agar doodh kisi or ne piliya , to kya kare
A- jisne dudh piya , takat usi me hogi. Vahi kam kr skta h
Q- can we use milk powder directly ?
A- sabhi safed chiz dudh nahi hoti. Dikkat hojayegi...
Q- dudh ki jagah kada pi skte h? Corona se b bachav hojega
A- nahi bataya
Q- kitni der tak asar reh skta h dudh ka?
A- kamre ke bahar gau mata ko virajman kijiye , shakti kam hone par sip le aaye.
Q- flavour wala dudh chalega? Kacha dudh kaisa rhega?
A- Ubale huye dudh ko use kre.gungune dudh me dry fruit. Cold coffe nahi peena.
Note:- mudde se nahi bhatke ! Please 🙏🏻
Note 2- vimal wale dudh ka sewan nahi karna. Bache tedhe medhe paida honge
Breaking -

Doodh experts par uthaye gaye swal. Experts ke dil par lagi thes.
Q- masturba**n se pehle dudh ka upyog kaisa rahega?
A- koi performance pressure na hone ke karan it's your choice. 1 sec ,10 min kitta bhi time lge , farak nahi padta.
Sodha ji, faltu sawal nahi. Doodh onli.
Q- vaccine lene ke kitne din bad doodh ka sevan kar skte h?
A- CoviDoodh ane ka intezar kre. Fir use hi istemal kre
Q- karyakram se pehle agar gas hojaye , toh doodh ka sevan karna chahiye , ya nahi?
A- kal ka space ( paad ) ka conclusion thaz padne se pyar failta h.
Agar doodh ke sevan se pad fail rha hai, pyar badhega... Koi dikkat nahi
*gas ki goli pehle hi lele. Ya fir gas banne me 20 min lgte h , usse pehle karyakram khatan hojaye.
Q- agar 2 jodo ki shadi prithvi par hai, suhagrat mangal par , toh dudh kaha piye?
A- agar khela mars pr khelna h, to mars pr hi doodh piyen....
* Morni OP 🔥🔥 *
Ek question report nahi kar paunga.
Case nahi krvana😞
Q- kya roohafza doodh koi fayda karega? Ya koi farak nahi...
A- Garmi bohot hoti hai, roohafza man ko shanti dene ka kam krega.
Sfurti ayegi, shanti rahegi , jadi butiya bhi hoti hai...

Bohot fayda hai roohafza ka .
Q- kya doodh me vodka mila sakte hain?
A- agar pet me doodh fata , toh aur b bohot kuch fat jayega. Rehne hi dein🙏🏻
Q- doodh ki jagah chai ka sevan kiya ja sakta hai?
A- chai me caffine padarth hote hain. Aise samay par sfurti ke liye doodh ka hi sevan karna sahi rhega.
*innings ki shuruat me doodh hi lein. Bich me strategic timeout ke dauran chai bhi pi ja sakti hai.
Test match hai, lamba chalega.
Q- doodh me shilajit ka upyog kar skte hain?
A- doodh ne shilajit chalega , par viagra ka upyog avoid kare , bina doctor ki consultation ke ...
Important - Chai me thoda sa, bohot hi thoda sa , nicotine hota hai.
But yes , hota hai.
Q- himachal me ghumne jate time agar doodh kulfi ban jaye , to aage kya kare..
A- karyakram ke chalte , itni garmi utpann hojani chahiye , ki kulfi thande doodh me tapdeel hojaye.
Update - agyani doodh pite pite lapata huye 😭😭😭
Q- kya selmon bhoi fans ko footpath par doodh ka sevan karna chahiye ?
A- no controversial questions please🤷🏻‍♂️🤷🏻‍♂️
IMPORTANT-
Vegan log doodh me palak ka patta daalkar sevan kar sakte hain.
❗ CONCLUSION ❗
Gungune doodh ka sevan kijiye or macha dijiye.
PS- kal 9:30 baje , naya topic.
Zaroor zaroor aana.😋
You can follow @iamjatinbajaj.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled: