Rasool Ullah SAW ne farmaya, Mere baad koi Nabi hota tou Umar (RA) hota. https://twitter.com/STXNNA03/status/1320521905623937030?s=19">https://twitter.com/STXNNA03/...
Har ummat ka ik Sahib e Ilhaam hota hai. Hamari ummat ka Sahib e Ilhaam Allah ne Hazrat Umar RA ko tehraya hai.
Rasool Ullah SAW ne farmaya mere do wazeer asmano main hainaur do wazeer zameeno main hai. Asmano ke wazeer Jibrail o Mekayel hain aur zameeno ke wazeer Abu Bakr aur Umar RA hain.
Jab Hazrat Umar RA ki shahadat howi tou dafnanay ka waqt aya. Hazrat Ali RA ne farmaya ke Umar RA ko Rasool Ullah SAW ke pehlo mai dafna do. Wo jaga meri nahi kyunke maine Nabi SAW ko kayi dafa kehtey suna ke "Main Abu Bakr o Umar. Main Abu Bakr o Umar".
You can follow @SheikhSpera.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled: