Jab tak naukari nahi jaati tab tak #ChaiBiscuit patrakarita aapke kaam nahin aati. Jabtakaapka apna aspatal mein bed ke intezaar mein nahin marta, tab tak bina TRP wale channel bhi akharte hain. Jab prashasan makaan tod kar chala jata hai toh Lutyens patrakar se ummed rakhte hai
Plasma na mil raha ho toh #chaibiscut channel ko phone karte hain. Exam pass kiya ho lekin niyukti na ho toh **ndi Tv yaad aata hai. Baaki D aur K ka phoonkti hain aur SK & RP ko party mein kya pasand hai iske liye sabse bada Rashtrawadi channel hai #Republic
Shauk se dekhiye aur jab zaroorat pade toh chinta na karein, #ChaiBiscuit wale patrakar gaali khane ke baad bhi aapki aawaz uthayenge. TRP ki race ke liye toh hum qualify bhi nahin karte bhai #PradeepBhandari
You can follow @anjileeistwal.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled: