1.Aao doston aaj sunata hun @airtelindia ki kahani jo apne customer se chote chote amount chori karti h aur jab sawal poocha jata h to @Airtel_Presence k taraf se DM aata hai "we are looking into this matter".aur mahino tak ye aise hi chalta hai aur customer phr chup ho jata h.
2.Aisa hi ek ghanta mere saath hui.Maine meri aunt ka @airtelindia ka no. recharge karwaya Airtel store.recharge nahi http://hua.Store  Manager ne kaha shaam tak ho jayega aur agar nahi hoga to paise aapke account me aa jayenge.recharge nahi hua to maine phir store wale ko
3. Call kiya to usne bola sir maine to recharge kar diya hai aur main aapko bill bhej deta hun.isse aage main aapki help nahi kar sakta.bill is http://attached.tab  maine @Airtel_Presence @airtelindia se raabta qayam kiya tab unhone mujhe DM kiya details k liye.
4. I Send all details aur DM me inki jhooti bakaiti chalti rahi.paise to laute nahi.main yeh paise @airtelindia ko bheek me bhi de sakta hun agar woh log khul kar bheek maange.o am attaching all DMs SS.
5.yeh chote amount aur sirf meri baat nahi hai.aap sochiye yeh case kitne @airtelindia k customer k saath hota hoga aur yeh log aisa karke paise kama lete hone.its total a case of Fraud and cheating.
@Airtel_Presence
6.Customers of @AirtelNigeria pls Be alert.
Customers of @AIRTEL_KE pls Be alert.
Customers of @airtel_tanzania pls Be alert.
Customers of @airtel_tanzania @Airtel_Ug @airtelmg @Airtel_Zambia pls be alert.

@timesofindia
@htTweets @IndianExpress @ttindia @NavbharatTimes
You can follow @sadiqueanj.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled: